Besharam Rang (Pathaan) Song Lyrics | World Lyrics Place

Besharam Rang (Pathaan)


Singer : Shilpa Rao, Caralisa Monteiro, Vishal, Sheykhar

Lyrics : Kumaar

Music : Vishal-Sheykhar


En esta noche

La vida es completa

En este segundo

La vida es vírica


En esta noche

La vida es completa

En este segundo

La vida es vírica


Hamein to loot liya

Milke ishq waalon ne

Bahut hi tangg kiya

Ab tak in khayaalon ne


Nasha chadha jo shareefi ka

Utar fenka hai

Besharam rang kahaan dekha

Duniya waalon ne


Hamein to loot liya

Milke ishq waalon ne

Bahut hi tangg kiya

Ab tak in khayaalon ne


Nasha chadha jo shareefi ka

Utar fenka hai

Besharam rang kahaan dekha

Duniya waalon ne


Mujhmein nayi baat hai

Meri aadaton ke saath hai

Mujh mein nayi baat hai

Meri aadaton ke saath hai


Hai jo sahi wo karna nahi

Ghalat hone ki

Yahi to shuruwaat hai


En esta noche

La vida es completa

En este segundo

La vida es vírica


Nasha chadha jo shareefi ka

Utar fenka hai

Besharam rang kahaan dekha

Duniya waalon ne


Hamein to loot liya

Milke ishq waalon ne

Bahut hi tangg kiya

Ab tak in khayaalon ne


En esta noche

La vida

Ishq walon ne

Es completa


Hamein to loot liya

Mlke ishq waalon ne


En esta noche

La vida

Ishq waalon ne

Es completa

Besharam Rang (Pathaan) Video Song

Post a Comment

0 Comments